Kitna pyara tha vo bachpan
Jab khelne ko ghar ka angan tha
Udne ko sara aasman tha
Jab koi yu bevajah rulata na tha
Vaha apne sapno ka gulista sa tha
Kitna pyara tha vo bachpan
Jab maa ki dath se bachne k liye papa ka vo lad pyar tha
Jab choti choti cheezo se khushiyo ka sansaar tha
Kitna pyara tha vo bachpan
Vo mitti k ghar ko banana,
Vo pattharo se unhe sajana
Vo school ko na jane k bahana
Vo teacher ka dath ke rulana
Kitna pyara tha vo bachpan
Kash vo suhane din phir laut jaye
Vo khushyo se angan mera phir bhar jaye
Bachpan to chala gaya par vo masumiyat na jaye.....
Or isi tarah ye din hum roz manaye....
Jab khelne ko ghar ka angan tha
Udne ko sara aasman tha
Jab koi yu bevajah rulata na tha
Vaha apne sapno ka gulista sa tha
Kitna pyara tha vo bachpan
Jab maa ki dath se bachne k liye papa ka vo lad pyar tha
Jab choti choti cheezo se khushiyo ka sansaar tha
Kitna pyara tha vo bachpan
Vo mitti k ghar ko banana,
Vo pattharo se unhe sajana
Vo school ko na jane k bahana
Vo teacher ka dath ke rulana
Kitna pyara tha vo bachpan
Kash vo suhane din phir laut jaye
Vo khushyo se angan mera phir bhar jaye
Bachpan to chala gaya par vo masumiyat na jaye.....
Or isi tarah ye din hum roz manaye....
Wah.. really kitna pyara tha wo bachpan....
ReplyDelete