Ek roti ki keemat samjh,
irado ko pura karne nikla tha vo balak .
Na karm karne se sharmata,
jiske mastak ka tez har shad jagmagata!
Apne drid nischay ko drishti me liye ,
Vo balak ek shad na dagmagata...
Maa ka ashirvad liye,
nikla tha drid sankalp liye .
Badal dunga desh ko maa ,
Har baar yhi dohrata .
Sampoorn jeewan apni janni par vaar kar,
Chal pada apni raah mein har mushkilo ko paar kar.
Apne jawaa kadmo se usne badal di tasveer apne rajya ki,
Ab sankalp or badh chala,
chala badalne kaya sampun samaj ki.
Ban gaya rajneta, par na bhoola apni maa ki chaya,
Duniya ki rangat ko chorr pehle maa ki chokhat par aaya.
Bola maa tujhko samjha tabhi bharat maa ka dard samjh paya
Tune mujhe janm diya tere ashirvad ki vajah se mein ye kar paya.
Maa ki prerna or ashirwad ko liye ,
Chal pada vo dharti maa k liye..
Aab desh ko brashtachar rahit banane ,
Garibo ko sahara dekar kabil karne.
Vo lekar aaya hai ek nahi umang ....
kehta hai mein rajneta hu badal sakta hu bharat ki tasveer ,
Par Ye sapna tabhi hoga pura jab jud jaye isme bharat ka har ek veer.
Desh ko swach banane ke liye khud jisne pehle kadam badhaya,
Bhart maa ki seva ko kai neta aaye par ese kabhi na aaya.
Kahaniyo mein bharat sone ki chidiya thi,
Ye to sabne sunaya,
Us sapne ki vastavikta ko jisne hume dikhlaya.
Namo namo ka nara aab har budhe bacche ki jubaan par chaaya,
Dhanya hui bharat maa jab se ye saccha nayak aaya.
This is tribute to our Prime Minister From my side.......